SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulaahiza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mulaahiza"
Ghazal
ko.ii hamaarii Gazal bhii mulaahiza karnaa
tumhaare ham ne ka.ii intiKHaab dekhe hai.n
Haneef Kaifi
Ghazal
mulaahiza ho mirii bhii u.Daan pinjre me.n
ataa hu.e hai.n mujhe do-jahaan pinjre me.n
Akhilesh Tiwari
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mulaahaza
मुलाहज़ाمُلاحَظَہ
Arabic
attention, regard, consideration, close examination, review, inspection, looking
MORE MATCHES FOR "mulaahiza"
Qita
ushshaaq ko bhii maal-e-tijaarat samajh liyaa
is qahr ko mulaahiza lillaah kiijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
mulaahiza ho mohabbat kaa zauq-e-nazzaara
jo aashkaar thaa vo aashkaar ho na sakaa
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
mulaahiza ho kahuu.n kyuu.n tavajjoh kyuu.n chaahuu.n
kalaam kab hai miraa sher KHud-kalaamii hai
Shamim Abbas
Ghazal
mai.n to kuchh nahii.n kahtaa KHud mulaahiza kiije
kis kaa naam chaltaa hai aaj KHush-jamaalo.n me.n
Salahuddin Nayyar
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
mulaahiza ho ye iisaar-e-phuul ha.ns ha.ns kar
uja.D rahaa hai kalii kii shaguftagii ke liye
Ain Salam
Ghazal
asiir zehn kii Gurbat mulaahiza kiije
amiir shaKHs ko aalii janaab jaantaa hai
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
safar Gazal kaa kiyaa jaa.e saath saath mire
mulaahiza kare.n ash'aar paa.nch saat mire
Sapana Ahsaas
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
iKHlaas kaa muzaahira karne jo aa.e the
'az.har' tamaam zehn me.n kaa.nTe chubho ga.e

