SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqadma"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muqadma"
Sher
pesh to hogaa adaalat me.n muqadmaa be-shak
jurm qaatil hii ke sar ho ye zaruurii to nahii.n
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
kis adaalat me.n kare.n pesh muqadma dil kaa
ab kahe.n kis se ki ashko.n kii gavaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
har muqadma de rahaa hai jism par ko.De hazaar
mai.n adaalat me.n rakhaa huu.n paak giitaa kii tarah
Ayush Charag
PAGE MATCHES FOR "muqadma"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "muqadma"
Ghazal
'umr bhar dono.n ko qaid-e-baahamii kii dii sazaa
vo jo iGvaa kaa muqadma thaa so faisal ho gayaa
Zafar Ghauri
Ghazal
us bhaa.ii se aaj muqadma la.Dte hai.n
jis kii KHaatir duniyaa se la.D jaate the
Deepak Ghazipuri
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
jo mil gayaa usii ko muqaddar samajh liyaa
jo kho gayaa mai.n us ko bhulaataa chalaa gayaa




