SEARCH RESULTS
Showing search results for "musallat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "musallat"
Ghazal
KHud pe jab dasht kii vahshat ko musallat karuu.ngaa
is qadar KHaak u.Daa.uu.ngaa qayaamat karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujh pe ik hijr musallat hai hamesha ke liye
aisaa jin hai ki ko.ii piir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
'ajiib KHauf musallat thaa kal havelii par
lahu charaaG jalaatii rahii hathelii par
Mohsin Naqvi
Ghazal
tamaam shahr pe ik KHaamushii musallat hai
ab aisaa kar ki kisii din mirii zabaa.n se nikal
Abhishek Shukla
PAGE MATCHES FOR "musallat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "musallat"
Ghazal
ab tak mire a.asaab pe mehnat hai musallat
ab tak mire kaano.n me.n mashiino.n kii sadaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
hone na diyaa KHud pe musallat use mai.n ne
jis shaKHs ko jii jaan se apnaa.e hu.e thaa
Anwar Shuoor
Ghazal
is darja hai musallat diivaangii kaa aalam
diivaangii bhii mujh ko diivaana kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
is qadar sard-mizaajii hai musallat ham par
ko.ii bhii baat ho ab KHuun ubaltaa hii nahii.n
Sharib Mauranwi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
hamaare shahr pe viiraaniyaa.n musallat hai.n
makii.n to ko.ii nahii.n hai makaan baaqii hai
Naz Qadri
Sher
ab tak mire a.asaab pe mehnat hai musallat
ab tak mire kaano.n me.n mashiino.n kii sadaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
tamaam shahr pe KHaamoshiyaa.n musallat hai.n
labo.n ko kholo ki ye vaqt imtihaan kaa hai
Shahryar
Ghazal
har ek shaaKH pe viiraaniyaa.n musallat hai.n
badan-daraKHt bhii goyaa hai aashiyaan-e-shab