SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzaahimat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muzaahimat"
Ghazal
mazaa ajab thaa mohabbat bharii la.Daa.ii me.n
ki chhe.D kar use faurii muzaahimat chaahii
aabid umar
Ghazal
mai.n pichhle das baras se tere dil me.n ghar na kar sakaa
tirii muzaahimat se vietnam yaad aa gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
shikast khaa ga.e jo jism the qavii haikal
muzaahimat ke liye hausla zaruurii thaa
Dr. Yasin Aatir
MORE MATCHES FOR "muzaahimat"
Ghazal
giraa hai ko.ii jarii ai fasiil-e-shahr-e-tabaah
muzaahimat kaa dariida-nishaan thaame hu.e
Azeem Haider Syed
Ghazal
muzaahimat se na pahu.nchegaa ko.ii faiz tumhe.n
kaTaa lo gardane.n yaa phir saro.n ko KHam kar lo
Talib Mahmud
Ghazal
za.iif baaGbaan se muzaahimat na ho sakii
gulo.n se taazgii kahaa.n havaa u.Daa ke le ga.ii
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
ye kyaa hu.aa ki ham se kuchh muzaahimat na ho sakii
hamaare haath-paa.o.n apne aap Dhiile pa.D ga.e
Masood Ahmad
Ghazal
mufaahamat na sikhaa jabr-e-naaravaa se mujhe
mai.n sar-ba-kaf huu.n la.Daa de kisii balaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
Gam-e-habiib kahaa.n aur kahaa.n Gam-e-jaanaa.n
musaahibat hai yaqiinan baraabarii to nahii.n
Krishn Bihari Noor
Nazm
mufahamat
nasheb-e-arz pe zarro.n ko mushta.il paa kar
bulandiyo.n pe safed-o-siyaah mil hii ga.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
iKHlaas kaa muzaahira karne jo aa.e the
'az.har' tamaam zehn me.n kaa.nTe chubho ga.e
Azhar Inayati
Ghazal
mauj-e-shamiim-e-sumbul-o-raihaa.n ke darmiyaa.n
vaa hai musaahibat kaa dariichaa tire liye