SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-sipaas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naa-sipaas"
Ghazal
zaKHm-e-hunar ko samjhe hu.e hai gul-e-hunar
kis shahr-e-naa-sipaas me.n paidaa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
tirii navaazish-e-paiham kaa shukriya lekin
mai.n naa-sipaas mujhe naa-sipaas rahnaa hai
Kamal Kataria Karan
Ghazal
tujhe KHabar bhii hai KHud terii kam-nigaahii kaa
ik e'tiraaf tire harf-e-naa-sipaas me.n hai
Ummeed Fazli
Ghazal
qillat KHuluus kii hai mohabbat kaa kaal hai
is shahr-e-naa-sipaas me.n jiinaa muhaal hai
Niyaz Husain Lakhwera
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naa-sipaas"
Ghazal
lahuu lahuu hai badan phir bhii zindagii ke liye
mire labo.n pe ko.ii harf-e-naa-sipaas to ho
Rahman Khawar
Ghazal
miizaan-e-vaaqi.aat me.n tolaa nahii.n gayaa
itnaa vo naa-sipaas thaa likkhaa nahii.n gayaa
Ahmad Ameer Pasha
Ghazal
Sabir Naseerabadi
Ghazal
tirii navaazish-e-paiham ke naqsh dil me.n rahe
mai.n be-KHabar sahii par aisaa naa-sipaas na thaa
Asrar Zaidi
Ghazal
ko.ii to shiish-mahal me.n bhii naa-sipaas rahaa
kisii ke sar pe faqat charKH-e-laajvard hai yaar
Saqib Qamri Misbahi
Ghazal
mujh ko sataa ke dekh le ai naa-sipaas vaqt
mere liye malaal taraana hai aaj-kal
Raft Bahraichi
Ghazal
KHuluus baa.nT diyaa naa-sipaas logo.n me.n
yahii faqiir ke daaman me.n ek daulat thii
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
rote hai.n apne haal pe phir kyuu.n ye naa-sipaas
kahtaa hai merii chashm-e-guhar-baar dekh kar
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
vo sab KHair ke raah-daa.n raah-shanaas
hame.n aaj mohsin-kush o naa-sipaas