SEARCH RESULTS
Showing search results for "naala-e-dil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naala-e-dil"
Sher
gosh-e-mushtaaq-e-sadaa-e-naala-e-dil ab kahaa.n
sher agar dil ke lahuu me.n Duub kar nikle to kyaa
Ziauddin Ahmad Shakeb
Ghazal
kyo.n ro.iye jo naala-e-dil-e-naa-rasaa hu.aa
ye sochiye ki jazb-e-mohabbat ko kyaa hu.aa
Shahid Siddiqui
MORE MATCHES FOR "naala-e-dil"
Ghazal
hijr kii shab naala-e-dil vo sadaa dene lage
sun.ne vaale raat kaTne kii du.aa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
aayaa na raas naala-e-dil kaa asar mujhe
ab tum mile to kuchh nahii.n apnii KHabar mujhe
Jigar Moradabadi
Sher
hijr kii shab naala-e-dil vo sadaa dene lage
sun.ne vaale raat kaTne kii du.aa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
rasman hii un ko naala-e-dil kii KHabar to ho
ya.anii asar na ho to fareb-e-asar to ho
Seemab Akbarabadi
Ghazal
naala-e-dil raa.egaa.n dekhiye kab tak rahe
naa-muraadii kaamraa.n dekhiye kab tak rahe
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
Nudrat Meeruti
Non prevalent ghazals
نالۂ دل میں شب انداز اثر نایاب تھا
تھا سپند بزم وصل غیر گو بے تاب تھا
Mirza Ghalib
Ghazal
naala-e-dil me.n mire ab vo asar ho ki na ho
kyaa pataa un ko mire Gam kii KHabar ho ki na ho
Nasir Ansari
Ghazal
vaaqif hai.n mere naala-e-dil ke asar se aap
bechain hai.n jo sadma-e-dard-e-jigar se aap