SEARCH RESULTS
Showing search results for "naalo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naalo.n"
Ghazal
aflaak se aataa hai naalo.n kaa javaab aaKHir
karte hai.n KHitaab aaKHir uThte hai.n hijaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
jin naalo.n kii ho jaa.egii taa-dost rasaa.ii
vo saanehe ban jaa.e.nge naale na rahe.nge
Khumar Barabankavi
Ghazal
ik shab na use laa.e kuchh rang na dikhlaa.e
ik shor-e-qayaamat hii naalo.n ne uThaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naalo.n"
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
ham-saa.e jaagte rahe naalo.n se raat bhar
so.e hu.e nasiib ko kyuu.nkar jagaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye nahii.n hai ki tujhe mai.n ne pukaaraa kam hai
mere naalo.n ko havaa.o.n kaa sahaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
kabhii aflaak se naalo.n ke javaab aate the
in dino.n aalam-e-aflaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Mirza Ghalib
Sher
mere naalo.n me.n asar ho ye zaruurii to nahii.n
har shab-e-Gam kii sahar ho ye zaruurii to nahii.n
Nusrat Hashmi
Ghazal
'momin' mai.n apne naalo.n ke sadqe ki kahte hai.n
un ko bhii aaj nii.nd na aa.ii tamaam shab