SEARCH RESULTS
Showing search results for "naam-nasab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naam-nasab"
Ghazal
ko.ii rutba to ko.ii naam-nasab puuchhtaa hai
ab jahaa.n me.n ko.ii kirdaar kaa kab puuchhtaa hai
Nitin Nayab
Sher
allaah vaalaa ek qabiila merii nisbat
aur mai.n apne naam nasab se naa-vaaqif huu.n
Ahmad Shanas
Sher
dekho na zaat paat na naam-o-nasab 'shifaa'
par dost jab banaa.o to kirdaar dekh kar
Shifa Kajgavnwi
Sher
tum miraa naam-o-nasab puuchh rahe ho sab se
ishq ho jaa.e to shajara nahii.n dekhaa jaataa
Aadil Rahi
Ghazal
baraa-e-naam-o-nasab go nahii.n hunar meraa
banaa hu.aa hai magar marhala safar meraa
iqraar mustafa
MORE MATCHES FOR "naam-nasab"
Sher
suuraj se us kaa naam-o-nasab puuchhtaa thaa mai.n
utraa nahii.n hai raat kaa nashsha abhii talak
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
puuchhaa to ham ne naam-o-nasab bhii bataa diyaa
barbaad kyo.n hu.e ye sabab bhii bataa diyaa
Mukhtar Ansari
Ghazal
ye mai-kashii kaa sabaq hai na.e nisaab ke saath
ki KHuun-e-dil hame.n piinaa hai ab sharaab ke saath
Ahmad Adil
Ghazal
ek dam us ne judaa kii na naqaab-e-aariz
na hu.aa duur shab-e-vasl hijaab-e-aariz
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
na puuchh maz.hab-o-naam-o-nasab savaal na kar
jo hai tiraa hai vahii meraa rab savaal na kar
Nasreen Syed
Ghazal
ham ahl-e-jabr ke naam-o-nasab se vaaqif hai.n
saro.n kii fasl jab utrii thii tab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
na chhe.D naam-o-nasab aur nasl-o-rang kii baat
ki chal nikaltii hai aksar yahii.n se jang kii baat