SEARCH RESULTS
Showing search results for "naam-nasab"
Ghazal MATCHES FOR "naam-nasab"
Ghazal
ko.ii rutba to ko.ii naam-nasab puuchhtaa hai
ab jahaa.n me.n ko.ii kirdaar kaa kab puuchhtaa hai
Nitin Nayab
Ghazal
baraa-e-naam-o-nasab go nahii.n hunar meraa
banaa hu.aa hai magar marhala safar meraa
iqraar mustafa
Ghazal
puuchhaa to ham ne naam-o-nasab bhii bataa diyaa
barbaad kyo.n hu.e ye sabab bhii bataa diyaa
Mukhtar Ansari
Ghazal
ye mai-kashii kaa sabaq hai na.e nisaab ke saath
ki KHuun-e-dil hame.n piinaa hai ab sharaab ke saath
Ahmad Adil
Ghazal
ek dam us ne judaa kii na naqaab-e-aariz
na hu.aa duur shab-e-vasl hijaab-e-aariz
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
na puuchh maz.hab-o-naam-o-nasab savaal na kar
jo hai tiraa hai vahii meraa rab savaal na kar
Nasreen Syed
Ghazal
ham ahl-e-jabr ke naam-o-nasab se vaaqif hai.n
saro.n kii fasl jab utrii thii tab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
na chhe.D naam-o-nasab aur nasl-o-rang kii baat
ki chal nikaltii hai aksar yahii.n se jang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
mai.n apnii zaat kii pahchaan tak ga.nvaa baiThaa
KHayaal-e-izzat-e-naam-o-nasab me.n rahte hu.e
Ashfaq Husain
Ghazal
hai bataane kii ko.ii chiiz bhalaa naam-o-nasab
ham ne puuchhaa na kabhii naam-o-nasab batlaayaa
Ajmal Siraj
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
raato.n ke a.ndhero.n me.n ye log ajab nikle
sab naam-o-nasab vaale be-naam-o-nasab nikle
Farhat Qadri
Ghazal
charaaG-e-naam-o-nasab bujh gayaa a.ndhere me.n
Guruur TuuT gayaa saarii kaj-kulaahii kaa
Shakeel Azmi
Ghazal
kal naam-o-nasab 'fauq' miTaayaa thaa jinho.n ne
kyo.n aaj vahii naam-o-nasab dekh rahe hai.n
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
Wasif Farooqi
Ghazal
sar-e-ehsaas pe dastaar-e-faziilat na rahii
bas ki ab silsila-e-naam-o-nasab kuchh bhii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
daa'vaa-e-naam-o-nasab sab kii zabaa.n se jaarii
vaaqi'a ye hai ki paaband-e-salaf ko.ii nahii.n