SEARCH RESULTS
Showing search results for "naam-zad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naam-zad"
Sher
KHudaa kaatib kii saffaakii se bhii mahfuuz farmaa.e
agar nuqta u.Daa de naam-zad naamard ho jaa.e
Raghib Muradabadi
Ghazal
mom kii talvaar be-masraf hai jalte shahr me.n
phe.nk diije aap varna naam-zad ho jaa.e.nge
Asar Badayuni
Ghazal
ataa hu.ii kise sanad nazar nazar kii baat hai
hu.aa hai kaun naam-zad nazar nazar kii baat hai
Akbar Hyderabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naam-zad"
Ghazal
pa.De pa.De na.ii zar-KHeziyaa.n nikal aa.ii.n
kaTe daraKHt me.n phir Tahniyaa.n nikal aa.ii.n
Liaqat Jafri
Ghazal
kabhii talaash na zaa.e na raa.egaa.n hogii
agar hu.ii bhii to az-raah-e-imtihaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
yuu.n tez aa.ndhiyo.n kii na zad par rahaa karo
chalte musaafiro.n se na dil kii kahaa karo
Surender Pandit Soz
Sher
dekho na zaat paat na naam-o-nasab 'shifaa'
par dost jab banaa.o to kirdaar dekh kar
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
kisii kaa hone kii KHvaahish na zid hai paane kii
ki jab se chaal samajh aa.ii hai zamaane kii
Musarif Husain Mansoori
Ghazal
lekhe kii yaa.n bahii na zar-o-maal kii kitaab
hai apne haq me.n vaa-shud-e-dil faal kii kitaab