SEARCH RESULTS
Showing search results for "naam-zad"
Ghazal MATCHES FOR "naam-zad"
Ghazal
nigaah-e-naaz se dekhe.n to bahr-e-aazaadii
qafas ke saare parindo.n ko naam-zad kar de.n
Rizvan Anjum
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
ataa hu.ii kise sanad nazar nazar kii baat hai
hu.aa hai kaun naam-zad nazar nazar kii baat hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
mom kii talvaar be-masraf hai jalte shahr me.n
phe.nk diije aap varna naam-zad ho jaa.e.nge
Asar Badayuni
Ghazal
pa.De pa.De na.ii zar-KHeziyaa.n nikal aa.ii.n
kaTe daraKHt me.n phir Tahniyaa.n nikal aa.ii.n
Liaqat Jafri
Ghazal
kabhii talaash na zaa.e na raa.egaa.n hogii
agar hu.ii bhii to az-raah-e-imtihaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
yuu.n tez aa.ndhiyo.n kii na zad par rahaa karo
chalte musaafiro.n se na dil kii kahaa karo
Surender Pandit Soz
Ghazal
kisii kaa hone kii KHvaahish na zid hai paane kii
ki jab se chaal samajh aa.ii hai zamaane kii
Musarif Husain Mansoori
Ghazal
lekhe kii yaa.n bahii na zar-o-maal kii kitaab
hai apne haq me.n vaa-shud-e-dil faal kii kitaab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ik dars thii kisii kii ye fankaari-e-nigaah
ko.ii na zad me.n thaa na ko.ii zad se duur thaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
safar taviil hai aur zaad-e-raah bhii kam hai
lagaa hu.aa hai mujhe nam-zada makaan kaa dukh
Hina Ambareen
Ghazal
hamaarii zad me.n hai puurii tarah fasiil-e-shab
hamaaraa naam numuud-e-sahar me.n rakh lenaa