SEARCH RESULTS
Showing search results for "naama"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naama"
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
aisaa ho ko.ii naama-bar baat pe kaan dhar sake
sun ke yaqiin kar sake jaa ke unhe.n sunaa sake
Hafeez Jalandhari
PAGE MATCHES FOR "naama"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naama"
Ghazal
KHud hii mai.n KHud ko likh rahaa huu.n KHat
aur mai.n apnaa naama-bar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
go naama-bar se KHush na hu.aa par hazaar shukr
mujh ko vo mere naam se pahchaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Sher
jab mai.n kahtaa huu.n ki yaa allaah meraa haal dekh
hukm hotaa hai ki apnaa naama-e-aamaal dekh
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naama-bar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bas ho chukaa bayaa.n kasal-o-ranj-e-raah kaa
KHat kaa mire javaab hai ai naama-bar kahaa.n










