SEARCH RESULTS
Showing search results for "naare takbeer"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naare takbeer"
Ghazal
naara-e-takbiir bhii zaahid nisaar-e-naGma hai
kis qadar allaahu-akbar e'tibaar-e-naGma hai
Aziz Hyderabadi
Ghazal
'taahir' siyaah-faam hu.e ham to Gam nahii.n
raushan hamaare naam se naam-e-suKHan hu.aa
Jafar Tahir
MORE MATCHES FOR "naare takbeer"
Nazm
qatl-e-charaghan
tum ne ik naara-e-takbiir lagaayaa jis dam
khauf-e-allaah zaraa bhii na hu.aa dil pe raqam
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
dono.n-jaanib se musalmaan the marne vaale
aap ko naara-e-takbiir se andaaza hu.aa
Irfanullah Irfan
Sher
aajizii kahne lagii gar ho bulandii kii talab
dil jhukaa daa.ira-e-na.ara-e-takbiir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
'aajizii kahne lagii gar ho bulandii kii talab
dil jhukaa daa.ira-e-na.ara-e-takbiir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
ilaahii de hame.n nusrat ki ham tere bharose par
zabaa.n par aaj rakh kar naara-e-takbiir aa.e hai.n
Tashna Azmi
Ghazal
azm le ke dil me.n uTThe.nge salaahuddiin saa
aur umr kaa naara-e-takbiir ban jaa.e.nge ham
Sabir Kamal
Sher
is bhare shahr me.n din raat Thaharte hii nahii.n
kaun yaado.n ke safar-naame ko tahriir kare
Khaleel Tanveer
Ghazal
har baar madad ke liye auro.n ko pukaaraa
yaa kaam liyaa naa'ra-e-takbiir se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
iimaan kaa fuqdaan to pahle kii tarah thaa
ik naa'ra-e-takbiir se pur-josh hu.aa mai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
tiin sau terah ke jaise shart hai.n ausaaf bhii
fat.h naa-mumkin hai KHaalii naara-e-takbiir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
KHaak par sajda ho qaatil kii chhurii shah-rag par
har sadaa naa'ra-e-takbiir hu.ii hai baabaa
Jafar Raza
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai