SEARCH RESULTS
Showing search results for "naf-e-zaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naf-e-zaat"
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
na jaane kab se hai us paar dekhne kii havas
fasiil-e-zaat se uupar zaraa uThaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
apne baare me.n to ham ne kabhii sochaa hii nahii.n
kyaa bataa.e.n ki Gam-e-zaat kise kahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naf-e-zaat"
Ghazal
hasad kisii se na ranj-o-malaal rakhte hai.n
ham apnii zaat adiim-ul-misaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
naaf-e-Gazaal-e-chii.n hai ki hai naafa-e-tataar
kyuu.nkar kahuu.n ki hai girah-e-zulf naaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Gam-e-hastii me.n hai poshiida nashaat-e-abadii
dekhe.nge faisla-e-naf’-o-zarar hone tak
Farhat Hussain Khushdil
Ghazal
naf-o-zarar-e-duniyaa duniyaa hii pe mai.n chho.Daa
ab ishq kaa ai yaaro bevpaar hai aur mai.n huu.n
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
mushkii.n libaas-e-kaaba alii ke qadam se jaan
naaf-e-zamiin hai na ki naaf-e-Gazaal hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo nigah apne liye hai sad-hisaab-e-aarzuu
aur mujhe begaana-e-naf-o-zarar kartii hu.ii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
khii.nch kar teG kamar se kise dikhlaate ho
naaf-e-ma.ashuuq nahii.n huu.n jo mai.n Tal jaa.uu.ngaa
Haidar Ali Aatish
Sher
KHayaal-e-naaf-e-butaa.n se ho kyuu.n ki dil jaa.n-bar
nikalte ko.ii bha.nvar se na Duubtaa dekhaa
Shah Naseer
Kulliyat
parvaa-e-naf-o-nuqsaa.n mutlaq nahii.n hai us ko
us kii to laa-ubaalii sarkaar hai hamesha
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaKHirash sahl hu.aa naf-o-zarar kaa matlab
ab har ik chiiz pe chaspaa.n hai saman kyaa kahnaa
Akhtar Saeed
Nazm
sandal ki KHushbu aur sanp
terii gardan tere naaf-e-tan me.n hamaa.il honaa chaahtaa hai
baar-baar
Perwaiz Shaharyar
Ghazal
ahl-e-vahshat ko magar kaun bataataa jaa kar
ho gayaa naaf-e-Gazaalii.n ko.ii ghar par rakkhaa
Abbas Tabish
Ghazal
ta.amiir jo ka.abe kii hu.ii naaf-e-zamii.n me.n
shaayad ye zamii.n thii na KHaraabaat ke qaabil
Muzaffar Ali Aseer
Nazm
kirdar
aur mahsuus ye karte hai.n ki ham ne KHud ko
naaf-e-zamii.n se mazbuutii se baa.ndh rakhaa hai
Mohsin Ehsan
Ghazal
dekhaa ki hai baazaar yahaa.n naf-o-zarar kaa
vo tiir ki thaa dil me.n taraazuu nikal aayaa