SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasl"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nasl"
Ghazal
jurm aadam ne kiyaa aur nasl-e-aadam ko sazaa
kaaTtaa huu.n zindagii bhar mai.n ne jo boyaa nahii.n
Muneer Niyazi
Nazm
ai sharif insano
KHuun apnaa ho yaa paraayaa ho
nasl-e-aadam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nasl"
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
jabr se nasl ba.Dhe zulm se tan mel kare.n
ye amal ham me.n hai be-ilm parindo.n me.n nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
hamaaraa KHuun amaanat hai nasl-e-nau ke liye
hamaare KHuun pe lashkar na pal sake.nge kabhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
nasl qaumiyat kaliisaa saltanat tahziib rang
KHvaajgii ne KHuub chun chun ke banaa.e muskiraat
Allama Iqbal
Ghazal
hame.n tho.Daa junuu.n darkaar hai tho.Daa sukuu.n bhii
hamaarii nasl me.n ik jiiniyaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hame.n sairaab na.ii nasl ko karnaa hai so ham
KHuun me.n apne nahaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
har na.ii nasl ko ik taaza madiine kii talaash
saahibo ab ko.ii hijrat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
fursat kahaa.n ki zehn masaa.il se la.D sake.n
is nasl ko kitaab na de iqtibaas de


