SEARCH RESULTS
Showing search results for "nawab jafar ali khan asar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nawab jafar ali khan asar"
Sher
ishq me.n nisbat nahii.n bulbul ko parvaane ke saath
vasl me.n vo jaan de ye hijr me.n jiitii rahe
Jafar Ali Khan Zaki
Ghazal
kuchh daaG mohabbat ke chhupaane ke liye hai.n
kuchh zaKHm hai.n jo sab ko dikhaane ke liye hai.n
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
zindagii kyaa hai mu.ammaa hai ki afsaana hai
har taraf jalva-badaamaa.n ruKH-e-jaanaana hai
Zahid Ali Khan Asar
MORE MATCHES FOR "nawab jafar ali khan asar"
Ghazal
dil-e-hazii.n hai tire Gam me.n be-qaraar bahut
ye chashm-e-Gam hai shab-o-roz ashk-baar bahut
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
na jaane kyo.n ye jahaa.n dar-ba-dar hai kyaa kahiye
rafaaqato.n kaa safar muKHtasar hai kyaa kahiye
Zahid Ali Khan Asar
Rubai
phailaa ke tasavvur ke asar ko mai.n ne
mash.huur kiyaa sa.ii-e-nazar ko mai.n ne
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
aasaar-e-rihaa.ii hai.n ye dil bol rahaa hai
sayyaad sitamgar mire par khol rahaa hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ai kaash na hotaa ye asar aah-e-rasaa me.n
ik barhamii aatii hai nazar zulf-e-dotaa me.n
Abbas Ali Khan Bekhud
Sher
dasht-e-vahshat me.n junuu.n ne ye bigaa.Dii suurat
ki mirii shakl bhii yaaraan-e-vatan bhuul ga.e
Nawab Ali Khan Sahar
Ghazal
afshaa.n chamak ke zulf-e-dotaa hii me.n rah ga.ii
kuchh raushnii sii ho ke siyaahii me.n rah ga.ii
Nawab Kalb Ali Khan
Sher
mai.n ne kahaa ki daava-e-ulfat magar Galat
kahne lage ki haa.n Galat aur kis qadar Galat
Navab Mohammad Yusuf Ali Khan Bahadur
Ghazal
terii nigaah-e-naaz jo naavak-asar na ho
takliif-e-chaara-saazii-e-zaKHm-e-jigar na ho
Hakeem Asad Ali Khan muztar
Sher
vaa.e naakaamii tab aayaa saaqii-e-paimaa.n-shikan
jab hamaarii umr kaa labrez saaGar ho gayaa