SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigaar-khaana-e-maqtal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigaar-khaana-e-maqtal"
Ghazal
kahaa.n hai.n 'yaavar'-e-aashufta-sar bulaa.o unhe.n
nigaar-KHaana-e-maqtal sa.nvar chukaa kab kaa
Yawar Husain
Ghazal
nigaar-KHaana-e-arz-o-samaa milaa ki nahii.n
agar milaa to ko.ii dilrubaa milaa ki nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
nigaar-KHaana-e-bazm-e-jahaa.n kii baat karo
sharaab-o-sabza-o-aab-e-ravaa.n kii baat karo
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
MORE MATCHES FOR "nigaar-khaana-e-maqtal"
Sher
nigaar-KHaana-e-hikmat kaliid-e-baab-e-junuu.n
amiin-e-sub.h-e-masarrat ra.iis-e-shaam-e-alam
Izhaar Malihabadi
Ghazal
'nigaar' KHaana-e-dil me.n basii hai viiraanii
makii.n chalaa gayaa lekin makaan baaqii hai
Nigar Azeem
Ghazal
kisii hasiina-e-bilqiis-adaa kii KHaatir ham
nigaar-KHaana-e-shahr-e-sabaa banaate hai.n
Shariq Jamal
Ghazal
kisii kii niim-nigaahii kaa jal rahaa hai charaaG
nigaar-KHaana-e-aaGaaz-o-intihaa se udhar
Sarvat Husain
Ghazal
ham aise gul-zadgaa.n ko bahaar-e-yak-saa.at
nigaar-KHaana-e-ahd-e-KHazaa.n se achchhii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
pasand hai.n mujhe multaan ke dar-o-diivaar
nigaar-KHaana-e-istaKHar-o-nainvaa ke saath
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
hai KHushk chashma-e-sahraa mariiz vaadii o koh
nigaar-KHaana-e-aab-o-havaa hai kitnii der
Mazhar Imam
Ghazal
havaa-e-shahr haqiiqat me.n saa.ns lete hu.e
nigaar-KHaana-e-vahm-o-gumaan o.Dh ke dekh
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
na puuchh raaz-e-daruun-e-nigaar-KHaana-e-dahr
kise KHabar hai ki mai.n kyaa huu.n aur tuu kyaa hai
