SEARCH RESULTS
Showing search results for "nufuus"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nufuus"
Ghazal
paayaa agar faroG to sirf un nufuus ne
jin kii ki KHizr-e-raah faqat sham-e-dii.n rahii
Akbar Allahabadi
Kulliyat
rah pairvii me.n us kii ki gaam-e-nuKHust me.n
zaahir asar hai maqsad-e-dil ke vasuul kaa
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "nufuus"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nufuus"
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
mai.n jaantaa huu.n mirii ham-nafas magar yuu.nhii
kabhii kabhii mire dil me.n KHayaal aataa hai
Sahir Ludhianvi
Sher
anjaam-e-vafaa ye hai jis ne bhii mohabbat kii
marne kii du.aa maa.ngii jiine kii sazaa paa.ii
Nushur Wahidi
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
Nushur Wahidi
Ghazal
jiinaa vo kyaa jo ho nafas-e-Gair par madaar
shohrat kii zindagii kaa bharosaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar











