SEARCH RESULTS
Showing search results for "of"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "of"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Geet
KHushiyo.n kii manzil Dhuu.nDii to Gam kii gard milii
chaahat ke naGme chaahe to aah-e-sard milii
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "of"
MORE MATCHES FOR "of"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
aa.ii hai kuchh na puuchh qayaamat kahaa.n kahaa.n
uf le ga.ii hai mujh ko mohabbat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Sher
ik adaa mastaana sar se paa.nv tak chhaa.ii hu.ii
uf tirii kaafir javaanii josh par aa.ii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge