SEARCH RESULTS
Showing search results for "of"
Nazm MATCHES FOR "of"
Nazm
aurat
uf tujh pe zamaane ne kyaa kyaa na sitam Dhaayaa
baazaar hai vo ab tak jis me.n tujhe nachvaayaa
Habib Jalib
Nazm
aaj ki raat
uf vo vaaraftagi-e-shauq me.n ik vahm-e-latiif
kapkapaa.e hu.e ho.nTo.n pe nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aalam kitne
uf ye shabnam se chhalakte hu.e phuulo.n ke ayaaG
is chaman me.n hai.n abhii diida-e-pur-nam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
maut
uf vo ra.ngiin pur-asraar KHayaalo.n ke mahal
aise do chaar mahal aur banaa luu.n to chaluu.n
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
husn aur mazduri
uf ye naadaarii mire siine se uThtaa hai dhu.aa.n
aah ai aflaas ke maare hu.e hindostaa.n!
Josh Malihabadi
Nazm
ujala
aa.nkh malte hu.e uTh jaa.e kiran bistar se
sub.h kaa vaqt zaraa aur suhaanaa ho jaa.e
Mustafa Zaidi
Nazm
haweli
maar o kajdum ke Thikaane jis kii diivaaro.n ke chaak
uf ye raKHne kis qadar taariik kitne haul-naak
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
pand-nama
Gam ke maare to jii rahe hai.n hazaar
nahii.n bachte hai.n aish ke biimaar
Josh Malihabadi
Nazm
fikr
aag ko kis ne gulistaa.n na banaanaa chaahaa
jal bujhe kitne KHaliil aag gulistaa.n na banii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek dost ki KHush-mazaqi par
sabza-o-gul dekh kar tujh ko KHushii hotii nahii.n
uf tire ehsaas me.n itnii bhii ra.ngiinii nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zaifa
uf laraztii KHaufnaak aavaaz chaukiidaar kii
nabz chhuuTii jaa rahii hai gumbad-e-davvaar kii
Josh Malihabadi
Nazm
luDhakta patthar
uf ye ummiid kaa madfan ye mohabbat kaa mazaar
is me.n dekhe hai.n tabaahii ke nazaare kyaa kyaa
Qateel Shifai
Nazm
maut
kaun aavaara havaa.o.n kaa subuk-baar hujuum
aah ehsaas kii zanjiir garaa.n TuuT ga.ii
Akhtarul Iman
Nazm
be-nang-o-nam
kis kii tasviir hai ye jis pe gumaa.n hotaa hai
jaane kab bol uThe uf ye adaa kaisii hai