SEARCH RESULTS
Showing search results for "paadshaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paadshaah"
Nazm
aadmi-nama
duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii
aur muflis-o-gadaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baiThaa hai taKHt-e-shauq pe jo ho ke be-riyaa
vo paadshaah-e-baargah-e-kibriyaa hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ham paadshah-e-mumlikat-e-ishq hai.n naahaq
mansuur saa maaraa gayaa sardaar hamaaraa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paadshaah"
Kulliyat
afyuu.n hii ke to dil-shuda ham ruu-siyaah hai.n
ho taKHt kuchh dimaaG to ham paadshaah hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
uj.De hu.e logo.n se gurezaa.n na hu.aa kar
haalaat kii qabro.n ke ye katbe bhii pa.Dhaa kar
Mohsin Naqvi
Sher
hame.n pa.Dhaa.o na rishto.n kii ko.ii aur kitaab
pa.Dhii hai baap ke chehre kii jhurriyaa.n ham ne
Meraj Faizabadi
Sher
mai.n ne kahaa ki dekh ye mai.n ye havaa ye raat
us ne kahaa ki merii pa.Dhaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Sher
zindagii kam pa.Dhe pardesii kaa KHat hai 'ibrat'
ye kisii tarah pa.Dhaa jaa.e na samjhaa jaa.e








