SEARCH RESULTS
Showing search results for "pachhtaave"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pachhtaave"
Ghazal
aaj to ai dil tark-e-ta.alluq par tum KHush ho
kal ke pachhtaave ko bhii imkaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Nazm
ziyaada pas mat aana
apne apne zahr ke sho.alo.n me.n jalte hai.n
ye bichchhuu dukh nigalte aur pachhtaave ugalte hai.n
Rehman Faris
Ghazal
zaalim jafaa jo chaahe so kar mujh pe tuu vale
pachhtaave phir to aap hii aisaa na kar kahii.n
Khwaja Meer Dard
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pachhtaave"
Ghazal
jhag.Daa to shiddat se kar letaa huu.n phir
pachhtaave me.n girya karne lagtaa huu.n
Uvais Girach
Nazm
aqd-name
un ke pachhtaave aur gi.Dgi.DaahaTe.n
aaj bhii hamaare kaano.n me.n mahfuuz hai.n
Aashufta Changezi
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Nazm
sitam-gar
pachhtaave kaa jaal aaj tak mujhe lapeT me.n jak.De hai
mai.n kisii asiir-zaadii kii tarah
Saira Iqbal
Nazm
aawaz ke sae
mujhe hii jak.De rahte hai.n
ye pachhtaave kaa barzaKH aur mai.n huu.n
Qamar Jahan Naseer
Ghazal
rahe na saath jo pachhtaave bhii to ranj hu.aa
ki haasil-e-safar-e-umr-e-raa.egaa.n bhii gayaa
Riaz Majeed
Nazm
duniya
jo apne naadiida pidar kii hirs o gunah ke pachhtaave ko
apne apne kandhe par laade phirte hai.n
Iftikhar Aazmi
Ghazal
hazaar ra.ng-e-tamannaa hazaar pachhtaave
ajab thaa zehn me.n ik izhdihaam sone tak