SEARCH RESULTS
Showing search results for "pachhtaave"
Ghazal MATCHES FOR "pachhtaave"
Ghazal
aaj to ai dil tark-e-ta.alluq par tum KHush ho
kal ke pachhtaave ko bhii imkaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
zaalim jafaa jo chaahe so kar mujh pe tuu vale
pachhtaave phir to aap hii aisaa na kar kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
pachhtaave se ba.Dh kar ko.ii aazaar nahii.n hai
jab dil ko lagaate hai.n to royaa nahii.n karte
Shohrat Bukhari
Ghazal
jhag.Daa to shiddat se kar letaa huu.n phir
pachhtaave me.n girya karne lagtaa huu.n
Uvais Girach
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
rahe na saath jo pachhtaave bhii to ranj hu.aa
ki haasil-e-safar-e-umr-e-raa.egaa.n bhii gayaa
Riaz Majeed
Ghazal
hazaar ra.ng-e-tamannaa hazaar pachhtaave
ajab thaa zehn me.n ik izhdihaam sone tak
Mohammad Yaqoob Aamir
Ghazal
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Ghazal
tumhe.n pachhtaave kaa hai rog kaafii
tumhe.n de kar karuu.n mai.n bad-du.aa kyaa
Sameena Aslam Sameena
Ghazal
Nadeem Malik
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Meeraji
Ghazal
agar tum dil hamaaraa le ke pachhtaa.e to rahne do
na kaam aa.e to vaapas do jo kaam aa.e to rahne do
Muztar Khairabadi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
majlis me.n raat ek tire partave baGair
kyaa sham.a kyaa pata.ng har ik be-huzuur thaa