SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasandiida"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pasandiida"
Ghazal
kyuu.n sadaa pahne vo teraa hii pasandiida libaas
kuchh to mausam ke mutaabiq bhii sa.nvarnaa hai use
Sada Ambalvi
Ghazal
har shaKHs duusre kii malaamat kaa hai shikaar
aaKHir yahaa.n kisii kaa pasandiida kaun hai
Azm Bahzad
Sher
kyuu.n sadaa pahne vo teraa hii pasandiida libaas
kuchh to mausam ke mutaabiq bhii sa.nvarnaa hai use
Sada Ambalvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pasandiida"
Sher
hasad kaa rang pasandiida rang hai sab kaa
yahaa.n kisii ko ko.ii ab du.aa nahii.n detaa
Akhtar lakhnvi
Ghazal
qabr jaisii naa-pasandiida jagah bhii 'irtizaa'
dil kabhii hargiz na chaahegaa magar jaa.e.nge aap
Irtiza Nishat
Translated Poetry
jis din mai.n maruu.ngaa
apnii tamaam pasandiida kitaabo.n ko apne saath le jaa.u.ngaa
Sabeer Haka
Ghazal
hasad kaa rang pasandiida rang hai sab kaa
yahaa.n kisii ko ko.ii ab du.aa nahii.n detaa
Akhtar lakhnvi
Ghazal
har baat hai 'KHaalid' me.n pasandiida o matbuu
ik pairvii-e-rasm-o-rah-e-aam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Sher
buu-e-iqraar bhii aatii ho jo inkaar ke saath
aise inkaar pasandiida hai.n iqraar ke saath
Unknown
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
ek bachcha ki abhii kuchh use tam.iiz na thii
lahv-baazii se pasandiida ko.ii chiiz na thii
Ismail Merathi
Nazm
aurten nahin jaantin
ek nazm me.n ikaTThaa karnaa
aurato.n kaa pasandiida khel nahii.n