SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasandiida"
Ghazal MATCHES FOR "pasandiida"
Ghazal
kyuu.n sadaa pahne vo teraa hii pasandiida libaas
kuchh to mausam ke mutaabiq bhii sa.nvarnaa hai use
Sada Ambalvi
Ghazal
har shaKHs duusre kii malaamat kaa hai shikaar
aaKHir yahaa.n kisii kaa pasandiida kaun hai
Azm Bahzad
Ghazal
ab hame.n dekh ke lagtaa to nahii.n hai lekin
ham kabhii us ke pasandiida hu.aa karte the
Jawad Sheikh
Ghazal
qabr jaisii naa-pasandiida jagah bhii 'irtizaa'
dil kabhii hargiz na chaahegaa magar jaa.e.nge aap
Irtiza Nishat
Ghazal
hasad kaa rang pasandiida rang hai sab kaa
yahaa.n kisii ko ko.ii ab du.aa nahii.n detaa
Akhtar lakhnvi
Ghazal
har baat hai 'KHaalid' me.n pasandiida o matbuu
ik pairvii-e-rasm-o-rah-e-aam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Dhuu.nDne niklaa huu.n mai.n us ke pasandiida phuul
merii is shahr me.n ye pahlii KHariidaarii hai
Muneer Jafri
Ghazal
Zaheer-ul-Hasan Tishna
Ghazal
tum ne pahnaa hii nahii.n meraa pasandiida libaas
tum ko aayaa hii nahii.n paas bulaane kaa hunar
Fatima Nausheen
Ghazal
zehn me.n aane lage phir naa-pasandiida KHayaal
vo kahaanii kaise bhuule.n naqsh jo dil par hu.ii
Iqbal Umar
Ghazal
bhejtaa huu.n aap ko apnii pasandiida Gazal
taaza taaza naa-shuniida aur naadiida Gazal
Nashad Aurangabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye rang us kaa pasandiida rang thaa maahii
mai.n aaj rone lagaa ek shaal bunte hu.e
Ayush Charag
Ghazal
Seemab Batalvi
Ghazal
tarz-e-sitam kuchh aur ab iijaad kiijiye
tirchhii nazar to ek pasandiida naaz hai