SEARCH RESULTS
Showing search results for "paziir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paziir"
Nazm
saqi-nama
azal se hai ye kashmakash me.n asiir
hu.ii KHaak-e-aadam me.n suurat-paziir
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
ye aadmii hii karte hai.n sab kaar-e-dil-paziir
yaa.n aadmii muriid hai aur aadmii hii piir
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paziir"
Ghazal
suurat-paziir ham bin hargiz nahii.n ve maane
ahl-e-nazar hamii.n ko ma.abuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik KHvaab-e-dil-paziir ghanii chhaa.nv kii tarah
ye bhii nahii.n to phir mirii zanjiir-e-paa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
taasiir-e-jazba kyaa ho ki dil iztiraab me.n
taskii.n-paziir bosa-ba-paiGaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
ma.ashuuq kii zabaa.n se hai dushnaam dil paziir
shiiriinii zahr hai tirii guftaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
numuu-paziir hai ye shola-e-navaa to ise
har aane vaale zamaane kii peshvaa.ii de
Obaidullah Aleem
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
''KHalal-paziir bu.ad har binaa ki mai-biinii
ba-juz binaa-e-mohabbat ki KHaalii az-KHalal-ast''
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sau tarah tarah dekh tabiibo.n ne ye kahaa
sehat paziir hu.e ye biimaar ek tarah