SEARCH RESULTS
Showing search results for "paziir"
Nazm MATCHES FOR "paziir"
Nazm
saqi-nama
azal se hai ye kashmakash me.n asiir
hu.ii KHaak-e-aadam me.n suurat-paziir
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
ye aadmii hii karte hai.n sab kaar-e-dil-paziir
yaa.n aadmii muriid hai aur aadmii hii piir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
''KHalal-paziir bu.ad har binaa ki mai-biinii
ba-juz binaa-e-mohabbat ki KHaalii az-KHalal-ast''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fana
baaG-o-chaman mahall-o-makaanaat dil-paziir
honaa hai sab ko aah isii KHaak me.n KHamiir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
urdu zaban
vus.at-paziir daaman-e-urdu hai aaj bhii
har gosha ik jahaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
naqqad
mantaqii kaa.nTe pe rakhtaa hai kalaam-e-dil-paziir
kaash is nukte ko samjhe terii tab-e-harf-giir
Josh Malihabadi
Nazm
bulbul
hai sub.h-o-shaam tujhe kaam apne shevan se
asar-paziir havaadis tiraa taraana nahii.n?
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
arz-e-watan
vatan hai ye naanak kaa farmaa.n-paziir
thaa gautam isii kaarvaa.n kaa amiir
Arsh Malsiyani
Nazm
KHak-e-hind
manzar vo jaa.n-fazaa hai.n aur dil-paziir tere
jaane.n hai.n tujh pe shaidaa aur dil asiir tere
Tilok Chand Mahroom
Nazm
sabaat ek taghayyur ko hai zamane mein
vahaa.n hai zamaana taGayyur-paziir
ki ham chaah-e-taariik me.n
Anwar Shamim
Nazm
tumhaare baghair
shah-e-nujuum kii aamad kii dil-paziir KHabar
nasiim-e-sub.h galii kuucho.n me.n sunaa aa.ii
Jameel Usman
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat taGayyur-paziir hissiyat
jamaaliyaat me.n sahraa bhii ik gulistaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
bachchon se KHitab
zarra zarra hai inqalaab-paziir
yahii fitrat kii aarzuu kaa kamaal