SEARCH RESULTS
Showing search results for "phuulaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "phuulaa"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "phuulaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "phuulaa"
Ghazal
kab tak ise sii.nchoge tamannaa-e-samar me.n
ye sabr kaa paudaa to na phuulaa na phalaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taqdiir merii ho ga.ii us phuul kii tarah
murjhaa gayaa to phir kabhii phuulaa phulaa nahii.n
Himanshi Babra
Nazm
ammi
agar mu.nh phulaa ke mai.n ruuTho.n kabhii to
ba-har-taur mujh ko manaatii hai.n ammii
Abdul Bari Arif Jamali
Ghazal
pe.D yahaa.n kuchh sadaa-bahaar bhii hote hai.n
mausam mausam tum bhii phuulaa-phalaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
phuulo.n kaa haar ban gayaa hai motiyo.n kaa haar
aisaa KHushii se phuul gayaa dast-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
dil ho gayaa hai Gam se tire daaGdaar KHuub
phuulaa hai kyaa hii josh se ye laala-zaar KHuub