SEARCH RESULTS
Showing search results for "phuulaa"
Ghazal MATCHES FOR "phuulaa"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kab tak ise sii.nchoge tamannaa-e-samar me.n
ye sabr kaa paudaa to na phuulaa na phalaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taqdiir merii ho ga.ii us phuul kii tarah
murjhaa gayaa to phir kabhii phuulaa phulaa nahii.n
Himanshi Babra
Ghazal
pe.D yahaa.n kuchh sadaa-bahaar bhii hote hai.n
mausam mausam tum bhii phuulaa-phalaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
phuulo.n kaa haar ban gayaa hai motiyo.n kaa haar
aisaa KHushii se phuul gayaa dast-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
dil ho gayaa hai Gam se tire daaGdaar KHuub
phuulaa hai kyaa hii josh se ye laala-zaar KHuub
Mah Laqa Chanda
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
mai.n bhii tire iqraar pe phuulaa na samaayaa
tujh ko bhii mujhe paa ke KHushii kam nahii.n hotii
aqeel nomani
Ghazal
siine me.n daaG-haa-e-mohabbat kii hai bahaar
phuulaa hai KHuub ye chaman dil-kushaa-e-dost
Sharaf Mujaddidi
Ghazal
ye teraa shahr mirii saa.ns chhiin letaa hai
mai.n apne gaa.nv me.n siina phulaa ke chaltaa huu.n
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
tujhii se mu.nh phulaa lete ajab kyaa
sabaa Guncho.n kaa bhii aaKHir numuu thaa
Shad Azimabadi
Ghazal
siina phulaa ke aise masjid se aa rahe hai.n
allaah-miyaa.n pe jaise ehsaan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
shaadi-e-marg se phuulaa mai.n samaane kaa nahii.n
gor kahte hai.n kise naam kafan hai kis kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaa.nTaa sukhaa ke hijr ne har-chand kar diyaa
vo gul-badan mile to na phuulaa samaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
lajyaa.ii se naazuk hai ai jaan badan teraa
ab chhuu nahii.n sakte ham phuulaa ye chaman teraa