SEARCH RESULTS
Showing search results for "piirii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "piirii"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zof-e-quvaa ne aamad-e-piirii kii dii naved
vo dil nahii.n rahaa vo tabii.at nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
PAGE MATCHES FOR "piirii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "piirii"
Nazm
zohd aur rindi
KHam hai sar-e-tasliim miraa aap ke aage
piirii hai tavaazo ke sabab merii javaanii
Allama Iqbal
Ghazal
ye jhurriyaa.n nahii.n haatho.n pe zo.af-e-piirii ne
chunaa hai jaama-e-aslii kii aastiino.n ko
Meer Anees
Nazm
ramaen ka ek sin
sadma ye shaaq aalam-e-piirii me.n hai zaruur
lekin na dil se kiijiye sabr-o-qaraar duur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
taaruf
mujh se barham hai mizaaj-e-piirii
mujrim-e-shoKHi-e-guftaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
haath malne na ho.n piirii me.n agar hasrat se
to javaanii me.n na ye rog basaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
piirii me.n bhii miltaa hai jo kam-sin ko.ii mahbuub
kartii hai vahii.n uud javaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
un ne kahaa ye mujh se ab chho.D duKHt-e-raz ko
piirii me.n ai divaane ye kaun mastiyaa.n hai.n