SEARCH RESULTS
Showing search results for "piyaala"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "piyaala"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "piyaala"
Sher
pilaa de ok se saaqii jo ham se nafrat hai
piyaala gar nahii.n detaa na de sharaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
pilaa de ok se saaqii jo ham se nafrat hai
piyaala gar nahii.n detaa na de sharaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
kaasa gadaagarii kaa hai naaf-piyaala yaar kaa
bhuuk hai vo badan tamaam vasl tamaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
isii ne mujh se kahaa zahr kaa piyaala uThaa
isii ne mujh se kahaa jo kahaa hai us se na Tal
Ahmad Faraz
Sher
kyuu.n gardish-e-mudaam se ghabraa na jaa.e dil
insaan huu.n piyaala o saaGar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Sher
ye husn-e-dil-fareb ye aalam shabaab kaa
goyaa chhalak rahaa hai piyaala sharaab kaa
Asar Sahbai
Sher
kisii ne mol na puuchhaa dil-e-shikasta kaa
ko.ii KHariid ke TuuTaa piyaala kyaa kartaa


