SEARCH RESULTS
Showing search results for "piyaala"
Ghazal MATCHES FOR "piyaala"
Ghazal
kyuu.n gardish-e-mudaam se ghabraa na jaa.e dil
insaan huu.n piyaala o saaGar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
pilaa de ok se saaqii jo ham se nafrat hai
piyaala gar nahii.n detaa na de sharaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
kaasa gadaagarii kaa hai naaf-piyaala yaar kaa
bhuuk hai vo badan tamaam vasl tamaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
isii ne mujh se kahaa zahr kaa piyaala uThaa
isii ne mujh se kahaa jo kahaa hai us se na Tal
Ahmad Faraz
Ghazal
kare hai baada tire lab se kasb-e-ra.ng-e-faroG
KHat-e-piyaala saraasar nigaah-e-gul-chii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham hai.n faqiir daulat-e-duniyaa se kaam kyaa
behtar hai jaam-e-jam se piyaala sifaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
gadle paanii se dhulte station par kis ko
garmaa-garm sii chaa.e kaa piyaala Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
zuhhaad kii maalaa nahii.n jo raat ko nikle
rindo.n kaa piyaala hai sar-e-shaam chalegaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
hai aaftaab piyaala farishta-KHuu saaqii
KHam-e-falak hai subuu-e-sharaab-KHaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mast-e-alast qulzum-e-hastii me.n aa.e hai.n
misl-e-habaab apnaa piyaala bhare hu.e