SEARCH RESULTS
Showing search results for "pusht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pusht"
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Marsiya
kursii bhii us kii pusht kii thii Dhuu.nDhtii panaah
thaa jis hasiir par vo do aalam kaa baadshaah
Meer Anees
Qadir Nama
kek.Daa sartaan hai kachhvaa sa.ng-pusht
saaq pinDlii faarsii muTThii kii musht
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "pusht"
MORE MATCHES FOR "pusht"
Ghazal
jafaa jafaa hii agar hai to ranj kyaa ho 'shaaz'
vafaa kii pusht-panaahii bhii ho jafaa ke liye
Shaz Tamkanat
Sher
zulm sahnaa bhii to zaalim kii himaayat Thahraa
KHaamushii bhii to hu.ii pusht-panaahii kii tarah
Parveen Shakir
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tuu ne hii sabt kii hai ba-sad naaz-e-daavarii
mere suKHan kii pusht pe mohr-e-payambarii
Josh Malihabadi
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
iisaa tilism husn taGaaful hai ziinhaar
juz pusht chashm nusKHa arz davaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
har-chand jaa.n-gudaazi-e-qahr-o-itaab hai
har-chand pusht-e-garmi-e-taab-o-tavaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
rahtaa suKHan se naam qayaamat talak hai 'zauq'
aulaad se rahe yahii do pusht chaar pusht
Shaikh Ibrahim Zauq
Naat
huu.n shaah-e-madiina kii mai.n pusht-panaahii me.n
kyaa is kii mujhe parvaa dushman jo zamaana hai