SEARCH RESULTS
Showing search results for "puu.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "puu.e"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "puu.e"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "puu.e"
Nazm
roTiyan
jis jaa pe haa.nDii chuulhaa tavaa aur tanuur hai
KHaaliq kii qudrato.n kaa usii jaa zuhuur hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
paisa
ishrate.n paas hu.ii.n duur hu.e man ke rog
khaa.e jab maal-puu.e duudh dahii mohan-bhog
Nazeer Akbarabadi
Sher
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa