SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaata-e-shaakh-e-nabaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaata-e-shaakh-e-nabaat"
Rubai
miqraaz-e-ajal hai qaata-e-shaaKH-e-nabaat
mumkin hai isii me.n raaz-e-jaa.n muzmar ho
Jagat Mohan Lal Ravan
Sher
is gulistaa.n kii yahii riit hai ai shaaKH-e-gul
tuu ne jis phuul ko paalaa vo paraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Sher
Yaqoob Yawar
PAGE MATCHES FOR "qaata-e-shaakh-e-nabaat"
MORE MATCHES FOR "qaata-e-shaakh-e-nabaat"
Ghazal
jo ek zaKHm sar-e-shaaKH-e-dil mahaktaa hai
usii se ham ne ye jaanaa ki 'ishq zinda hai
Shahram Sarmadi
Nazm
mashwara
tum sar-e-shaaKH-e-saman baaG me.n aayaa na karo
baaG me.n manchale bhau.nre bhii u.Daa karte hai.n
Salam Machhli shahri
Nazm
katik ka chand
chaa.nd kab se hai sar-e-shaaKH-e-sanobar aTkaa
ghaas shabnam me.n sharaabor hai shab hai aadhii
Ibn e Insha
Ghazal
shaaKH-e-mizhgaan-e-mohabbat pe sajaa le mujh ko
barg-e-aavaara huu.n sarsar se bachaa le mujh ko
Mohsin Ehsan
Ghazal
shaaKH-e-buland-e-baam se ik din utar ke dekh
ambaar-e-barg-o-baar-e-KHizaa.n me.n bikhar ke dekh
Akbar Hyderabadi
Ghazal
shaaKH-e-umiid-e-vasl KHizaa.n-diida ho ga.ii
aur aa.nkh apne sabr kii ranjiida ho ga.ii
Zubair Ahad
Ghazal
vo kabhii shaaKH-e-gul-e-tar kii tarah lagtaa hai
aur kabhii dashna-o-KHanjar kii tarah lagtaa hai
Bashir Farooq
Ghazal
kaaT kar dast-e-du.aa ko mere KHush ho le magar
tuu kahaa.n aaKHir ye shaaKH-e-be-samar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' na thaa kabhii taaza dimaaG itnaa mai.n
hai us kaa haath ki shaaKH-e-bahaar sar par hai