SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaaziyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qaaziyaa"
Ghazal
ga.ii hotii sar aablo.n ke pe hu.ii KHair
ba.Daa qaziya KHaaro.n se barpaa hu.aa thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
qaziya ho mausamo.n kaa na din kaa na raat kaa
ab ke agar mile bhii to aisaa safar mile
Aashufta Changezi
PAGE MATCHES FOR "qaaziyaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qaaziyaa"
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
insaaf apnaa daavar-e-mahshar se ho to ho
qaziya kisii se dil kaa chukaayaa na jaa.egaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
qaaziyaa haath ba.Dhaa shiisha-e-sahbaa to utaar
taaq-e-nisyaa.n pe tuu rahne de sharii.at kii bahs
Insha Allah Khan Insha
Sher
ye saaraa qaziya to ham se hai is se tum ko kyaa
tum apne ek taraf ho raho hu.aa so havaa
nayan sukh
Ghazal
us ko nasiib ho na sakaa rishta-e-KHuluus
jo qaa.il-e-qaziya-e-hasab-o-nasab hu.aa
Lais Quraishi
Kulliyat
'miir' us qaazii ke lau.nDe ke liye aaKHir mu.aa
sab ko qaziya us ke jiine kaa thaa baare chuk gayaa

