SEARCH RESULTS
Showing search results for "qahr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qahr"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qahr"
Ghazal
Athar Nafees
Sher
talaaq de to rahe ho itaab-o-qahr ke saath
miraa shabaab bhii lauTaa do merii mahr ke saath
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
dhuup ke qahr kaa Dar hai to dayaar-e-shab se
sar-barahna ko.ii parchhaa.ii.n nikaltii kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
laa.ii hai ab u.Daa ke ga.e mausamo.n kii baas
barkhaa kii rut kaa qahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
the KHaak-e-raah bhii ham log qahr-e-tuufaa.n bhii
sahaa to kyaa na sahaa aur kiyaa to kyaa na kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
dil-nashii.n harf ko.ii qahr bharaa harf ko.ii
harf-e-ulfat ko.ii dildaar-e-nazar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaa rab mu.aaf kar ke na de karb-e-infi.aal
mai.n ne KHataa.e.n kii hai.n sazaa chaahiye mujhe