SEARCH RESULTS
Showing search results for "qahr"
Ghazal MATCHES FOR "qahr"
Ghazal
kaun saa qahr ye aa.nkho.n pe hu.aa hai naazil
ek muddat se ko.ii KHvaab na dekhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
laa.ii hai ab u.Daa ke ga.e mausamo.n kii baas
barkhaa kii rut kaa qahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
dhuup ke qahr kaa Dar hai to dayaar-e-shab se
sar-barahna ko.ii parchhaa.ii.n nikaltii kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
the KHaak-e-raah bhii ham log qahr-e-tuufaa.n bhii
sahaa to kyaa na sahaa aur kiyaa to kyaa na kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaa rab mu.aaf kar ke na de karb-e-infi.aal
mai.n ne KHataa.e.n kii hai.n sazaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
bayaan ilm-e-ma.aanii fasaahat ilm-e-balaaG
bayaan kar nahii.n sakte kisii kii ek ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
hai qahr gar ab bhii na bane baat ki un ko
inkaar nahii.n aur mujhe ibraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa qahr hai vaqfa hai abhii aane me.n us ke
aur dam miraa jaane me.n tavaqquf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mere vatan pe utarte hu.e a.ndhero.n ko
jo tum kaho mujhe qahr-e-KHudaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kin zamiino.n pe utaaroge ab imdaad kaa qahr
kaun saa shahr ujaa.Doge basaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
supurd-e-KHaak hii karnaa thaa mujh ko
to phir kaahe ko nahlaayaa gayaa huu.n