SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarno.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qarno.n"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Majeed Amjad
Naat
arab jis pe qarno.n se thaa jahl chhaayaa
palaT dii bas ik aan me.n us kii kaayaa
Altaf Hussain Hali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qarno.n"
Nazm
nae sur ki tamsil
sunaa tum ne sur
naGma-e-taaza kaa ye kitne qarno.n se dil me.n kisii
Akhtar Usman
Nazm
safir-e-laila-2
magar suno ajnabii shanaasaa
kabhii na kahnaa ki mai.n ne qarno.n ke faaslo.n ko nahii.n sameTaa
Ali Akbar Natiq
Ghazal
bas ek lamhe ko chamkii thii us kii teG-e-nazar
KHalaa-e-vaqt me.n qarno.n ke sar nikal aa.e
Arshad Abdul Hamid
Nazm
gard-baad
shahr kii galiyo.n me.n chakraataa hai
KHud mai.n chiiKHtaa pal me.n ka.ii qarno.n ke bal khaataa hai
Akhtar Usman
Nazm
ye dilli
qarno.n kii saqaafat hai yahaa.n ab bhii humaktii
har daur kaa gahvaara-e-aasaar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Ghazal
qissa qarno.n me.n na tai hotaa vo dam-bhar me.n hu.aa
fazl murshid kaa ye iz.haar hai allaah allaah
Mardan Safi
Nazm
dusre saeran se pahle
aur kitne hii qarno.n kii chhupii hiddat
bahe laave kii suurat me.n