SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarno.n"
Ghazal MATCHES FOR "qarno.n"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
bas ek lamhe ko chamkii thii us kii teG-e-nazar
KHalaa-e-vaqt me.n qarno.n ke sar nikal aa.e
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
qissa qarno.n me.n na tai hotaa vo dam-bhar me.n hu.aa
fazl murshid kaa ye iz.haar hai allaah allaah
Mardan Safi
Ghazal
kitne qarno.n ne taraashaa us but-e-bedard ko
kitnii naslo.n kaa lahuu us jism me.n hal ho gayaa
Zafar Ghauri
Ghazal
Farigh Bukhari
Ghazal
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
ab us kaa Dhab bhii ko.ii dekhtaa to hogaa hii
jise taraash ke qarno.n ne zahr pii lii thii
Aqeel Abbas
Ghazal
qarno.n pe hai muhiit Gam-e-zaat-o-kaa.enaat
sadiyo.n se ho rahaa hai ye harf-e-vafaa kaa raqs
Shahida lateef
Ghazal
Syed Mujeebul Hasan
Ghazal
Naseem Abbasi
Ghazal
TuuTe hu.e badan pe lakiiro.n ke jaal the
qarno.n kaa aks umr kii parchhaa.iyo.n me.n thaa