SEARCH RESULTS
Showing search results for "qufl"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qufl"
Ghazal
tujh se qismat me.n mirii suurat-e-qufl-e-abjad
thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Sher
tujh se qismat me.n mirii suurat-e-qufl-e-abjad
thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Nazm
ramayan ka ek scene
aaKHir asiir-e-yaas kaa qufl-e-dahan khulaa
afsaana-e-shadaa.id-e-ra.nj-o-mehan khulaa
Chakbast Braj Narayan
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "qufl"
MORE MATCHES FOR "qufl"
Ghazal
sahraa pe lage pahre aur qufl pa.De ban par
ab shahr-badar ho kar diivaana kidhar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kiyaa savaal jo mai.n ne vafaa ke qaatil se
zabaa.n pe qufl lagaa thaa javaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
is band ghar me.n kaise kahuu.n kyaa tilism hai
khole the jitne qufl vo ho.nTo.n pe pa.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
darvaaza band rakhte hai.n misl-e-hubaab-e-bahr
qufl-e-duruu.n-KHaana hai.n apne makaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
dilo.n pe KHauf ke pahre labo.n pe qufl sukuut
suro.n pe garm salaaKHo.n ke shaamiyaane hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vaa'iz 'abas ye zikr-e-azaab-e-shadiid hai
ik tauba qufl-e-rahmat-e-haq kii kaliid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
qat.a miqraaz-e-KHamoshii se zabaa.n ko kiijiye
qufl de kar ganj par miftaah to.Daa chaahiye
