SEARCH RESULTS
Showing search results for "qurbaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qurbaan"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
lagtii hai.n gaaliyaa.n bhii tire mu.nh se kyaa bhalii
qurbaan tere phir mujhe kah le usii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
bazm-e-aduu me.n suurat-e-parvaana dil miraa
go rashk se jalaa tire qurbaan to gayaa
Dagh Dehlvi
MORE MATCHES FOR "qurbaan"
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Gaur se dekhte hai.n tauf ko aahu-e-haram
kyaa kahe.n us ke sag-e-kuucha ke qurbaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
dilchasp vaaqi.a hai ki kal ik aziiz dost
apne mafaad par mujhe qurbaan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
tire cilk-e-qudrat ke qurbaan aa.nkhe.n
dikhaa.e hai.n KHush-ruu javaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Nazm
ek rah-guzar par
adaa-e-laGzish-e-paa par qayaamate.n qurbaa.n
bayaaz-ruKH pe sahar kii sabaahate.n qurbaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jazb-e-vahshat tire qurbaan tiraa kyaa kahnaa
khi.nch ke rag rag me.n mire nashtar-e-fassaad aayaa


