SEARCH RESULTS
Showing search results for "qurbaan"
Nazm MATCHES FOR "qurbaan"
Nazm
ek rah-guzar par
adaa-e-laGzish-e-paa par qayaamate.n qurbaa.n
bayaaz-ruKH pe sahar kii sabaahate.n qurbaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daricha
kisii pe karte hai.n abr-e-bahaar ko qurbaa.n
kisii pe qatl mah-e-taabnaak karte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
biwiyan
tum par hazaar jaan se qurbaan mai.n sanam
kuchh din ke baa'd kahtii hai.n shauhar ko phir KHasm
Nashtar Amrohvi
Nazm
KHushamad
jis ne ye baat nikaalii hai mai.n us ke qurbaa.n
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
pand-nama
mere piine hii par na jaa mirii jaa.n
mujh se jiinaa bhii siikh hai.n qurbaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
chhabbis january
qurbaa.n hu.e jo is par ruuhe.n hai.n shaad un kii
ham jis se bahra-var hai.n vo hai muraad un kii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
hamari zaban
yaarab rahe salaamat urdu zabaa.n hamaarii
har lafz par hai jis ke qurbaan jaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
basant aur holi ki bahaar
is chhab pe is si.ngaar pe dil se nisaar 'ufuq'
qurbaan ek baar nahii.n laakh baar 'ufuq'
Ufuq Lakhnavi
Nazm
fikr
husn kii jalva-gah-e-naaz kaa afsuu.n tasliim
yahii qurbaa.n-gah-e-arbaab-e-nazar kyuu.n ho jaa.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jang
KHud apnii zindagii pe pashiimaa.n hai zindagii
qurbaan-gaah-e-maut pe raqsaa.n hai zindagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
bachpane ki yaad
allaah-re vo taKHayyul allaah-re saaz-o-saamaa.n
duniyaa kii saltanat thii is zindagii pe qurbaa.n