SEARCH RESULTS
Showing search results for "qurt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qurt"
Ghazal
ek ek qurt daur me.n yuu.n hii mujhe bhii do
jaam-e-sharaab pur na karo mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ek ek qurt daur me.n yuu.n hii mujhe bhii do
jaam-e-sharaab pur na karo mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
ham KHaak mu.nh ko mal ke na juu.n aarsii phire
yaa.n paas qurt-e-aab agar hai sabiil hai
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "qurt"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qurt"
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
Garaz ki kaaT diye zindagii ke din ai dost
vo terii yaad me.n ho.n yaa tujhe bhulaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Sher
Allama Iqbal
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki tuu saamne hai aur hame.n
shumaar abhii se judaa.ii kii saa.ate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
KHayaal hai KHaandaan ko ittilaa.a de duu.n
jo kaT gayaa us shajar kaa shajara nikaalnaa hai