SEARCH RESULTS
Showing search results for "ra.uuf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ra.uuf"
Sher
haDDiyaa.n baap kii guude se hu.ii hai.n KHaalii
kam se kam ab to ye beTe bhii kamaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Ghazal
qariib bhii to nahii.n ho ki aa ke so jaa.o
sitaaro.n jaa.o kahii.n aur jaa ke so jaa.o
Rauf Raza
Sher
vo ye kahte hai.n sadaa ho to tumhaare jaisii
is kaa matlab to yahii hai ki pukaare jaa.o
Rauf Raza
Mazahiya
Rauf Raheem
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ra.uuf"
Sher
KHamoshii merii lai me.n gungunaanaa chaahtii hai
kisii se baat karne kaa bahaanaa chaahtii hai
Abdur Rauf Urooj
Sher
nurse ko dekh ke aa jaatii hai mu.nh pe raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Rauf Raheem
Ghazal
vo to nahii.n milaa hai saa.nso.n jiye to kyaa hai
dil ab bhii pyaas par hai Gam pii liye to kyaa hai
Rauf Raza
Mazahiya
baaGiicha-e-atfaal hai kuTiyaa mire aage
goraa mire piichhe hai to kaalaa mire aage
Rauf Raheem
Sher
yuu.nhii ha.nste hu.e chho.De.nge Gazal kii mahfil
ek aa.nsuu se ziyaada ko.ii rone kaa nahii.n
Rauf Raza
Ghazal
isii bikhre hu.e lahje pe guzaare jaa.o
varna mumkin hai ki chup rahne se maare jaa.o
Rauf Raza
Sher
Raoof Khair
Ghazal
ham agar radd-e-amal apnaa dikhaane lag jaa.e.n
har ghamanDii ke yahaa.n hosh Thikaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Sher
ye tabassum kaa ujaalaa ye nigaaho.n kii sahar
log yuu.n bhii to chhupaate hai.n a.ndhere dil me.n
Abdur Rauf Urooj
Children's Story
Rauf Parekh
Sher
millat kii aabruu ko milaataa hai KHaak me.n
leader hamaaraa kitnaa ba.Daa KHaaksaar hai







