SEARCH RESULTS
Showing search results for "raabta-e-dair-o-haram"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raabta-e-dair-o-haram"
Ghazal
is raaz ko arbaab-e-siyaasat se na puuchho
kyuu.n raabta-e-dair-o-haram TuuT rahe hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
jab ham huduud-e-dair-o-haram se guzar ga.e
har samt un kaa jalva 'ayaa.n thaa jidhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
PAGE MATCHES FOR "raabta-e-dair-o-haram"
MORE MATCHES FOR "raabta-e-dair-o-haram"
Sher
ai dair-o-haram vaalo tum dil kii taraf dekho
ka.abe kaa ye ka.aba hai but-KHaane kaa but-KHaana
Nooh Narvi
Sher
bhaTke phire do amla-e-dair-o-haram me.n ham
is samt kufr us taraf islaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
muriid-e-dair-o-haram kam-se-kam ye kaam kare.n
hadiis-e-dard-e-mohabbat kaa zauq aam kare.n
Ameen Salaunvi
Ghazal
dair-o-haram me.n dekho la.Daayaa gayaa hame.n
kuchh is tarah jamuuraa banaayaa gayaa hame.n
Kashif Ahsan
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
dair-o-haram ke biich agar mai-kada na ho
insaaniyat ke naam kaa raushan diyaa na ho
Niyaz Sultanpuri
Sher
hu.ii hai.n dair o haram me.n ye saazishe.n kaisii
dhu.aa.n saa uThne lagaa shahr ke makaano.n se
Kumar Pashi
Sher
mai.n dair o haram ho ke tire kuuche me.n pahu.nchaa
do manzilo.n kaa pher bas ai yaar pa.Daa hai

