SEARCH RESULTS
Showing search results for "rabt-zabt"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rabt-zabt"
Ghazal
vaa'iz kaa rabt-zabt chhupaa.uu.n kahaa.n talak
tauba kii baat pahu.nchii hai piir-e-muGaa.n talak
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
logo.n se rabt zabt hai duniyaa se ittifaaq
shaayad ye apne aap se meraa faraar hai
Humaira Gul Tishna
BOOKS MATCHES FOR "rabt-zabt"
MORE MATCHES FOR "rabt-zabt"
Ghazal
haa.n haa.n tiraa raqiib se be-shak hai rabt-zabt
rutba yaqiin kaa hai ziyaada gumaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Afsancha
Joginder Paul
Sher
ye us se rabt-o-zabt ba.Dhaane kaa hai sila
us kii KHataa ko merii KHataa maante hai.n log
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
ab KHayaal-e-tark-e-rabt-o-zabt hai
KHud-baKHud sharmaa rahii hai un kii yaad
Shakeel Badayuni
Ghazal
abhii rang-e-rabt ayaa.n hai qaus-e-KHayaal se
mujhe aur uupar uchhaal sat.h-e-visaal se
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ham tark-e-rabt-o-zabt-e-mohabbat ke baavajuud
sau baar khi.nch ke kuucha-e-jaanaa.n me.n aa ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
yuu.n rabt-o-zabt-e-shauq ba.Dhaayaa ba-tarz-e-nau
jaise ki pahle un se mohabbat na thii mujhe