SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahnumaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rahnumaa"
Ghazal
baarhaa dekhaa hai 'saaGar' rahguzaar-e-ishq me.n
kaarvaa.n ke saath aksar rahnumaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Nazm
aadmi-nama
shaitaa.n bhii aadmii hai jo kartaa hai makr-o-zor
aur haadii rahnumaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rahnumaa"
Ghazal
bhii.D vaqt letii hai rahnumaa parakhne me.n
kaarvaan ban.ne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
gumraah kiye ho.nge ka.ii phuul se jazbe
aise to ko.ii raah-numaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
charaaG-e-raah bujhaa kyaa ki rahnumaa bhii gayaa
havaa ke saath musaafir kaa naqsh-e-paa bhii gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
ye Gol-vash hai.n in ko samajh tuu na rahnumaa
saa.e se bach ke ahl-e-fareb-o-daGal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
har taraf kanakhiyo.n se bach bachaa ke takte hai.n
duusro.n ke parcho.n ko rahnumaa samajhte hai.n

