SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahnumaa"
Ghazal MATCHES FOR "rahnumaa"
Ghazal
baarhaa dekhaa hai 'saaGar' rahguzaar-e-ishq me.n
kaarvaa.n ke saath aksar rahnumaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
manzil se vo bhii duur thaa aur ham bhii duur the
ham ne bhii dhuul u.Daa.ii bahut rahnumaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
raat kaa vaqt hai suuraj hai miraa raah-numaa
der se duur se ye kaun bulaataa hai mujhe
Shahryar
Ghazal
bhii.D vaqt letii hai rahnumaa parakhne me.n
kaarvaan ban.ne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
gumraah kiye ho.nge ka.ii phuul se jazbe
aise to ko.ii raah-numaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
charaaG-e-raah bujhaa kyaa ki rahnumaa bhii gayaa
havaa ke saath musaafir kaa naqsh-e-paa bhii gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
ye Gol-vash hai.n in ko samajh tuu na rahnumaa
saa.e se bach ke ahl-e-fareb-o-daGal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ai qaafile ke logo zaraa jaagte raho
sunte hai.n qaafile me.n ko.ii rahnumaa bhii hai
Iqbal Azeem
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
rahnumaa ye dars ham ko de rahe hai.n aaj-kal
bech do sachchaa.iyaa.n iimaan kaa saudaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye kyuu.n kahe.n ki hame.n ko.ii rahnumaa na milaa
magar sarisht kii aavaargii ko kyaa kiije