SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahnumaa"
Nazm MATCHES FOR "rahnumaa"
Nazm
aadmi-nama
shaitaa.n bhii aadmii hai jo kartaa hai makr-o-zor
aur haadii rahnumaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
har taraf kanakhiyo.n se bach bachaa ke takte hai.n
duusro.n ke parcho.n ko rahnumaa samajhte hai.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
sham-e-ayaadat
sikhaa gayaa dukh miraa puraanii piir jaan.naa
nigaah-e-yaar thii jahaa.n bhii aaj merii rahnumaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aawara sajde
raah me.n TuuT ga.e paa.nv to ma.aluum hu.aa
juz mire aur miraa raah-numaa ko.ii nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
phir ek manzil-e-KHuu.nbaar kii taraf hai.n ravaa.n
vo rahnumaa jo ka.ii baar raah bhuule hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
safar-nasiib rafiiqo qadam ba.Dhaa.e chalo
puraane raah-numaa lauT kar na dekhe.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
miTTi ka diya
surKH-ruu aafaaq me.n vo rahnumaa miinaar hai.n
raushnii se jin kii mallaaho.n ke be.De paar hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
tere hone se
tujh se hai aafriinash numuu irtiqaa
tujh se hai.n qaafile raaste rahnumaa
Habib Jalib
Nazm
tez chalo
karo KHuluus o mohabbat ko rahnumaa apnaa
nahii.n durust dilo.n me.n Gubaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
dilli ki galiyan tin manzar
netaa raah-numaa sab KHush hai.n
mulk ne paayaa hai svaaraaj
Akhtarul Iman
Nazm
aap-biti
raahe.n dushvaar magar raah-numaa ko.ii na thaa
saamne vus.at-e-aflaak KHudaa ko.ii na thaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
talash
hai.n isii aivaan-e-be-dar me.n yaqiinan rahnumaa
aa ke kyuu.n diivaar tak naqsh-e-qadam gum ho ga.e
Kaifi Azmi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aag se sahraa kaa rishta hai qadiim
rahravo.n sahraa-navardo.n ke liye hai rahnumaa
Noon Meem Rashid
Nazm
pak o hind yak-jehti
nikamme rahnumaa aur aql se paidal siyaasat-daan
hamaare ek jaise hai.n tumhaare ek jaise hai.n